Urdu, ek azim shayari ki zubaan, mein adab aur shayari ka aik daerina tareekhi rivaaj hai jo zindagi ke mukhtalif pehluon ko roshan karta hai. Aj es blog post main ham Quotes in Urdu About Life Reality in English ek behtareen zarriya hain jo hamen zindagi ke pechidahiyon ko samajhne, unhein sahne, aur agay barhne ke liye honsla, motiwation, aur hikmat faraham karte hain. Urdu khoobsurat alfazon se bhari hui hai, aur zindagi ke liye Urdu quotes zindagi, mohabbat, aur insani tajurbaat par gahri nazar dalne ke liye qabil-e-ghaur hain. Ye maqalah Urdu ke chand behtareen aur dil ko chu lene wale zindagi ke baray mein quotes ka jaiza le ga.
Quotes in Urdu About Life Reality in English
Khoobsorat chehra bhi bhorah ho jata hai, pur kashsh jism bhi ak din dhal jata hai. Lekin ak acha insan hamesha acha insan hi rehta hai.
Unglian nibha rhi hain rishtoo ko ajkal. Zuban ko nibhany main takleef hoti hai.
3Na jany konsi sazushoo ka shakar ho gaye, kh jitny saaf dill thy itny dagdar ho gaye.
Ye bhi ak tulkh haqeeqat hai kh, khalis muhabtain sirf miyat ko muysir hain.
Log ap ki kamyabi dekhain gy lekin, wo ap ki jidho jeadh nhi dekhain gy.
Khawab jin k onchy ur maast hoty hain, imtihan bhi un k zaberdast hoty hain.
Kamyabi hatmi nhi hai, nakami muhlek nhi hai, ye jari rakhny ki hemat hai jis ka shomar hota hai.
Un logoo kilye kamiyab bano, jo tumhain nakam dekhna chahty hain.
Zilat ki ak ghari ko zamany bhar ki izat bhi nhi lota sakti.
Alfaz sab kuch hoty hain, dil jeet bhi lety hain aur dil cheer bhi dety hain.
Ehsan zindgi per kiye ja rhy hain hum, man tu nhi phir bhi jiye ja rhy hain hum.
Kabhi kabhi mukamal hony ki khoash main, hum phly se ziyada adhory ho jaty hain.
Takleef deh baton ko jab jab yad kro, naye sery se azeyat k khaty khol jaty hain.
Taqdeer ne jesy chaha wesy dhal gye hum, bhot sanbhal ke chaly phir bhi pesel gye hum.
Waqt bhot kuch cheen leta hai, khair meri tu sirf muskoraht thi.
Insan gyeron se mili izat aur apno se mili zillat kabhi nhi bholta.
Ho sakta hai jis cheez kilye tum roty ho, wo bus tum se ak dua door ho.
Zindgi ki jang apny balboty per larni perti hai, log sirf mashwera dety hain sath nhi.
Asmat ki hifazat zarori hai magar peat ki bhi bhook metana bhi zarori hai.
Waham sary tery apny hain, hum kahan tujh ko bhola sakty hain.
Beemani bhi tery ishq ne sekhai thi, tu pheli cheez thi jo maa se chupai thi.
Ab hath joor kr kyun kehty ho bekhara na kr, mny phly hi kha tha main shayair hoo mujhy cheera na kr.
Aj tak hai dill ko os ke loot any ki umeed, aj tak tehri howi hai zindgi apni jagha.
Tujhy yad kr k jo girty hain ansoo mery, dunia waloo se un ko chupaoo kesy.
Hiya nhi hai zamany ki ankh main baqi, khuda kry kh jawani teri rhy be daagh.